Hindi Lyrics -->


A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z #

Surama Mohabbatwaala Lyrics

Movie : World Cupp 2011


Lyrics :

Hindi Song: Surama Mohabbatwaala
Movie or Album: World Cupp 2011 
Singer(s): Aasma
Music Director(s): Aadesh Shrivastav
Lyricist(s): Sameer
Cast(s) :Ravi Kapoor, Manisha Chatterjee, Prem Chopra, Suresh Oberoi, 
Smita Jaykar, Zakir Hussain, Ehsaan Khan


surama mohabbatwaala... surama... - (2)
yeah habibi....

(laakhon deewaane mar gaye re, mar gaye re, mar gaye
kya kya humgaame kar gaye re, kar gaye re,  kar gaye) - (2)
laakhon deewaane mar gaye - (2)
kya kya humgaame kar gaye - (2)
akhiyan mein haay akhiyan mein
akhiyan mein jabse maine daala surama mohabbat
surama mohabbatwaala... - (4)

habibi intahaya ki.....

meri jawaani aisi deewaani - (2)
karana chaahe sab beimaani
aate jaate jab anjaane aankh kisi se lad gayi we
baat rahi na mere bas mein bad gayi bad gayi re
akhiyan mein haay akhiyan mein
akhiyan mein jabse maine daala surama mohabbat
surama mohabbatwaala... - (4)

charcha hai mera saare sheher mein - (2)
jalawa hai mera sabki najar mein
lut gaye lut gaye aashiq saare, mere in muskaano pe
kurbaan ho gaye, kurbaan ho gaye sab mere armaano pe
akhiyan mein haay akhiyan mein
akhiyan mein jabse maine daala surama mohabbat
surama mohabbatwaala...